Disfrute de millones de las últimas aplicaciones de Android, juegos, música, películas, televisores, libros, revistas y más. En cualquier momento, cualquiera, en sus dispositivos.
Mensaje del Corán
Kitaab Ke Baare Mein:
Nabi Kareem (Saw) Ka Irshaad Hai, "Quran-e-Kareem aisa Sifarishi hai jis ki sifarish qubool ki jaye, bandon ko bakhshwane ke liye aisa aisa koshish karne karne wala hai ki jis ki jis ki baabool kayeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee Laaye.
Corán -e -kareem Allah ta'ala ki wo kitaab hai jis ki badaulat zaleel wa ruswa insanon ko izat mili, es yo gaur wa fikr karne walon ko hiddayat mili. Es ki tilaawat karne walon ko cadena wa sukoon mila es par amal karne walon ko kaamyabi ka parwana mila. Ye Insanon Ko Andheron Se Nikaal Kar Raichni Ki Taraf Lane Wali Kitab Hai, Bhatke Huwon Ko Seedha Rasta Dikhane Wali Kitaab Hai. Allah se Bichhde Huwon Ko Allah Se Milane Wali Kitab Hai. Es ke fazail be shumaar aur es ke fawaaid be misaal. Har Aitbaar se Haq aur har naahiyah se sach. Es jaisa aaj tak na koi laa saka hai aur na qayaamat tak koi laa sakega.
Corán-e-kareem ki itni ahmiyat ke bawajood ummat-e-muslima cuaniem se gafil hai. Ummat Ko Qurani Paigamaat se Mukhtasar Waqt (Taqriban 10 minutos) Mein waaqif karaane ki koshish ki koshish ki gai hai. Jo Hazraat es Kitaab Se faaida Uthayenge Unhoin Chahiye Ke Qran ke es paiigaam ko samjhein aur is par amal karein, saath saath kisi mo'atbar aalim-e-Deeeen ki rehnumaai me mukammal quran ko samaje ki kos -Kareem ke saaye mein zindagi guzaar sakein.
Es mukhtasar si kitaab ko tarteeb dene mein is baat ka lihaaz rakha gaya hai ke qurn-e-kareem ke hare paare ke ek ek paao ko le kar us ke chand maazameen par raushni daali gai aki aki ek safe par ek hi paao Taqriban 2 minutos Lagte Hain. Taake ramzanul mubaarak mein tarawih mein jitna quraan padha gaya gaya ke ke mazameen ko tarawih ke baad padh kar sunaaya jaa sake aur tarawih aur tarawih witr ke darmiyaan bhi pad sakte hain. Neez Agar Tarawih Mein Daily Sawa Paare Ki Tarteeb Chal Rahi Hai a Har Tarawih (4 Rakat) Ke Baad Bhi Ek Safha Padh Padh Padh Kar Aasani Ke Saath Sunaya Ja Sakta Hai, Jiss Khe Liye Taqqriban 10 Minuses Lagte Hain.
Aakhir me dua hai ke allah ta'ala es koshish ko qubool farmaye aur hamaare liye zakhira-e-aa-eakhirat banaaaye. Aameen