Enjoy Millions of the Latest Android Apps, Games, Music, Movies, TVs, Books, Magazines & More. Anytime, anyware, across your devices.
Message of the Quran
Kitaab ke baare mein:
Nabi Kareem (Saw) Ka Irshaad Hai, "Quran-e-kareem aisa sifarishi hai jis ki sifarish qubool ki jaye, bandon ko bakhshwane ke liye aisa aisa koshish karne karne wala hai ke jis ki jis ki baabool ki jayeee Aur us ki koshish rang laaye. (Al Targib Wa Tarhib)
Quran -e -kareem allah ta'ala ki wo kitaab hai jis ki badaulat zaleel wa ruswa insanon ko Izat mili, is me gaur wa fikr karne walon ko hiddayat mili. Is ki tilaawat karne walon ko chain wa sukoon mila, is par amal karne walon ko kaamyabi ka parwana mila. Ye insanon ko andheron se nikaal kar raushni ki taraf lane wali kitab hai, bhatke huwon ko seedha rasta dikhane wali kitaab hai. Allah se bichhde huwon ko allah se milane wali kitab hai. Is ke fazail be shumaar aur is ke fawaaid be Misaal. Har aitbaar se haq aur har naahiyah se sach. Is jaisa aaj tak na koi laa saka hai aur na Qayaamat tak koi laa sakega.
Quran-e-kareem ki itni ahmiyat ke bawajood ummat-e-muslima Qurani taleem se gafil hai. UMMAT Ko Qurani Paigamaat Se Mukhtasar Waqt (Taqriban 10 Minutes) Mein Waaqif Karaane Ki Koshish Ki Koshish Ki Gai hai. Jo hazraat is kitaab se faaida uthayenge unhein chahiye ke qran ke is paiigaam ko samjhein aur is par amal karein, saath saath kisi mo'atbar aalim-e-deeen ki rehnumaai me Mukammal Quran Ko samajhne ki koshish karein taake sahih taur se qran -e -kareem ke saaye mein zindagi guzaar sakein.
Is mukhtasar si kitaab ko tarteeb dene mein is baat ka lihaaz rakha gaya hai ke qurn-e-kareem ke har paare ke ek ek ek paao ko le kar us ke chand maazameen par raushni daali gai hai aki ek safhe par ek hi paao ke mazameen darj hain, jin ke liye taqriban 2 minutes lagte hain. Taake Ramzanul Mubaarak Mein Tarawih Mein Jitna Quraan Padha Gaya Gaya Hai Us Ke Mazameen Ko Tarawih Ke Baad Padh Kar Sunaaya Jaa Sake Aur Tarawih Aur Tarawih Aur Witr Ke Darmiyaan Bhi Padh Sakte Hain. Neez agar tarawih mein daily sawa paare ki tarteeb chal rahi hai to har tarawih (4 rakat) ke baad bhi ek safha padh padh padh kar aasani ke saath sunaya ja sakta hai, jiss khe liye taqqriban 10 minuses Lagte hain.
Aakhir me dua hai ke allah ta'ala is koshish ko Qubool farmaye aur hamaare liye zakhira-e-aa-eakhirat banaaaye. Aameen